Monday 16 July 2007

My first written Nazam.. that I remember..

I Composed this one when I was studying in class 8th in may be in soem 1995 or 96...
(Reading Note: read "Basté" as Bastai sounds like in Nestlé)

Yeh hay Hamari Class
Basté hen ismé 1 se 1 OoL JalooL
Dekhen zaraa Noman ko..
Ata Hua hay poora ka poora In the Dhool (Mitti)
Dekhen Malik Zishan Ko ab..
Kahté hen isko mental to Kabhi fool
Imraan Hen Hamari Class k ek Ajooba
Kehté hen sam unko PahaRi Chooha..
Tahir hen is Class ke ek Honahaar bachché
khaté hen ye Umooman Amrood Kachché
Nabeel to rehté hen yahan Buhat Parishan.. (another Nabeel other than me)
Aana ho jab School to jaté hen wo Dukaan....
( **In Ashar K baad Achanak Ghalib ka Hamla Kuch Yoon Hua** )
Ye Nazm Likhraha hoon Apne Zoq k liea..
Hargis Yahaan Kisi sé Adawat nahi mujhé..
Agar Naraaz hay to Bataday Abhi abhi...!
Kissi ko Naraaz Karné ki hasrat nahi mujhé

No comments: